aaj mai is lesson Mai batunga ke apne android Mobile mai power button ka use kar ke incoming
![]() |
call ko Button se kaise Reject kare ye trick Aap kahi bhi use kar sakte hai esay se
Is time mai android mobile ke bina rahena lagbhag namumkin ho gaya Hai Duniya mai jayda se jayda people’s Android mobile he use karte hai dosto jub se Android mobile aaya hai tub se humare bahot se kaam esay Ban gaye hai Or Android mobile humari ek jarurat ban ke Rahe gayi aise mai Internet par aap ko aise bahot se trick & Apps mil jayegi in ka use kar ke Apne android mobile ko esay se chala sake or aap apne mobile ke life bhi badha sakte hai
touch screen mobile use karte hai tub aap ke phone mai aane waale call ko disconnect karne ke liye aap ko apne phone ke screen par jana padta Hai or is mai kahi baar problem bhi aati hai , ke humare phone ke screen kabhi- kabhi lock ho jati hai or jub tak hum lock ko unlock kare tub tak call ke ring chalu rahte hai , or in se humari personality kharab hoti hai
aap ko ye pasand nahi hai or aap incoming call ko aise he disconnect kar na Cahte hai to aise ek trick mai aap ko aaj batauga , aap apne mobile ke power button ka use kar ke apne phone mai , lock ko khole bina call ko dissconect kar sakte Hai aayea mai aap ko step by step samjata hu
- Android Mobile ko hang Hone se bachane ke 11 Killer Tips
- Android Mobile me apps lock kaise heck kaise kare
1) Sabse pahle apne Android Mobile ke menu mai Ja kar settings Mai jaye
2) Ab ek new page mai settings mai last mai Accessibility par click kare
3) is mai aap ko POWER BUTTON ANDS CALL likha najar aayega us ke upar click kar ke tik kar de
Enjoy !! Ho gaya dosto ab aap power button ke help se Incoming call ko discontent kar sakenge ager aap ko ab bhi kus samaj mai naa aye or aap ko koi sawal hai to hume nise Comment kar ke pus sakte hai new post ke jankari ke liye humara FACEBOOK PAGE ko like Kare …
Sr chitika me kitne visitors pe ad mil sakta he
Naresh ji aap ke website par jitane bhi visitors hoge aap ads laga sakte ho but 100 se jayda ho to thodi bahot income hogi aap ko
sir power button se call received ho sakti h ya nhi
Power button se call receive nahi ho sakta
sir mere phone Intex aqua 3g h isme sensor problem h kisi ki call receivd nhi hoti h koi upay ho to bataye sir power button se call recei ki jaa sakti h ya nhi plz sir help me
Sensor problem nahi thik ho sakta ye mobile ke system ke sath connect hota hai or power button se aap call receive nahi kar sakte hai sifr call reject kar sakte hai